Sad Friendship Poetry Biography
Source (google.com.pk)1. Bayaan kar un say mera haal
Bayaan kar un say mera haal-e-dil....¡ Aye 'hawa''
mera dost yeh na samjhay k mujay us ki yaad nahi aati
2. Na khabar koi na paigham aa
Na khabar koi na paigham aaya hai,
jo chaha nahi tha wohi anjam aaya hai,
Kia hum ko bhula bethe ho dost,
Aaj na koi 'DUA' na"SALAM"aaya hy.
3. Karo jo bhi sitam hum gila
Karo jo bhi sitam hum gila nahi karte,
khizan mai KABHI phol khila NAHI karte:)
mila do khak mai hum ko magar Itna yad rakhna.
Hum Jaise log roz mila NAHI karte
4. Udas main thasara sheher rone
Udas main tha
sara sheher rone laga,
AAj mera sanum
ksi or ka hone
laga,
mera chain
khony laga mjy DARD sa hone
laga,
JO MERA
humdard tha
yaroo woh ksi or ka hone laga,
WAFA KA PAIKAR
tha sanum mera,
jany kiun bewafa hony laga
5. kiya mila use mire dunya ujar
kiya mila use mire dunya ujar kar
woh bhi tanha phir raha hai mujhe tanha chor kar
6. hum un say millay to khuch keh
hum un say millay to khuch keh na sakay.faraz.
khushi itni they k mulaqat ansoo ponchtay he guzar ga
7. Zindagi to apnay hi Qadmon pe
Zindagi to apnay hi Qadmon pe chalti hai Faraz..,
Auron k saharay to Janazay utha kartay hain.
8. Guzray Huay Taweel Zamanay Kay
Guzray Huay Taweel Zamanay Kay Baad Bhi
Dil Main Raha Woh Choor Kay Janay Kay Baad Bhi
Pehlu Main Reh Kay Dil Nay Dia Hai Bohat Faraib
Rakha Hai Us Ko Yaad Bhulanay Kay Baad Bh
9. Aa Gayi Thi Ik Din Tanhaye Bhi
Aa Gayi Thi Ik Din Tanhaye Bhi Jazbaat Mein
Aank Sai Bhi Chand Boondein Gir Pari Barsaat Mein
10. Is bar bhi barish khoob khob h
Is bar bhi barish khoob khob hui aur badal toot k barsa tha
galyan koochy jal thal thy par soch ka darya paysa tha
band darwazon k shishon pe jab boondon ne dastak di
ehsas hua tum aye ho andaz tmhary jesa tha
No comments:
Post a Comment