Sad Poems Biography
Source (google.com.pk)1-Ahmed Nadeem Qasmi Poetry
ek lamhe ko thehar, main tujhe pathar laa doon,
main tere samne ambaar laga doon lekin,
kaun se rang ka pathar tere kaam ayega,
surkh pathar jise dil kehati hai bedil duniya,
ya vo pathraai hui aankh ka neela pathar,
jis mein sadiyon ke tahayur ke pade hon dore
kya tujhe rooh ke pathar ki zaroorat hogi,
jis pe har baat bhi patthar ki tarah girti hai,
ik woh pathar hai jise kehte hain tahzeeb-e-safed,
us ke mar-mar mein siyaah Khoon jhalak jataa hai,
ik insaaf ka pathar bhi to hota hai magar….
haath mein teshaa-e-zar ho to woh haath aata hai
jitne mayaar hain is daur ke sab pathar hain,
sher bhi raqs bhi tasveer-o-ghina bhi pathar,
mere ilhaam tera zehn-e-rasa bhi pathar,
is zamane mein har fan ka nishaan pathar hai,
haath pathar hain tere meri zubaan pathar hai,
ret se butt na bana aye mere ache fankaar
2-Zara Shaam hone do
Main titliyon ko sula don gi Zara tum sham hony do
Main jugnuoo ko jaga don gi Zara tum Sham hony do
Meri in numnak aankhon ko Na dhekho tum hikarat say
Main tum ko bhi rula don gi Zara tum sham hony do
Kahan aaghaz karna hay Kahan anjam karna hay
Hunar saray seekha do gi Zara tum sham hony do
Yeh jo tum nay pucha hay Kahan ho gi humari sham
Tumhain sub kuch bata do gi ZARA TUM SHAM HONY DO……
3-Ek rog laga hai dil ko
Ek Rog Laga Hai Dil Ko Jo.
Be-chein Bohot Hi Rakhta Hai.
Ek Shakhs Hai Ujla Ujla Sa.
Ab Saath Wo Har Pal Rehta Hai.
Kab Us Se Juda Hum Hote Hain.
Wo Saans Mein Apni Basta Hai.
Wo Shakhs Jo Apna Ho Jaye.
Phir Chahe Dunya Kho Jaye.
Wo Shakhs Jo Jaan Se Piyara Hai.
Koi Keh De Sirf Humara Ha
wonderful information, I had come to know about your blog from my friend nandu , hyderabad,i have read atleast 7 posts of yours by now, and let me tell you, your website gives the best and the most interesting information. Marathi Kavita in Marathi LanguageThis is just the kind of information that i had been looking for, i'm already your rss reader now and i would regularly watch out for the new posts, once again hats off to you! Thanks a ton once again, Regards, Marathi prem Kavita sandeep khare
ReplyDeleteexcellent piece of information, I had come to know about your website from my friend kishore, pune,i have read atleast 8 posts of yours by now, and let me tell you, your site gives the best and the most interesting information. Marathi Poem Kavita Prem Girlfriend RomanticThis is just the kind of information that i had been looking for, i'm already your rss reader now and i would regularly watch out for the new posts, once again hats off to you! Thanx a lot once again, Regards, Marathi Kavita Aai Sathi
ReplyDeleteGreat loved it
ReplyDelete