Sad Poetry In Hindi Biography
Source (google.com.pk)1.Dil toota tu ankhen roo paren
Ek pathar say pyaar kia tha
Dil nay jab esraar kia tha
Barsoon khamooshi say chaha lekin
Phir izhaar kia tha
Os nay b kagaaz pay likh ker
Izhaar kia tha
Apnay dukh aur drd sabi kuch
Mery naam shumaar kia tha
Dil toota tu ankhen roo paren
Chen sakoon aur neendain kho de
Bay chain say boli pathar tu akhir phatar Hay
Ek pathar say pyaar kia tha
2.Mere Aansu
~Hawa jab geet gati hai Mery aansu nahin rukty”
~Tumhari yad aati hai Mery ansu nahin rukty”
~Main khush hota hon pani mein baha kar kaagzi kashti”
~Magar jab dub jati hai Mery aansu nahin rukty”
~Mein din bhar khof ruswai ka kitna zabat krta hon”
~Magar jab raat chaati hai Mery aansu nahin rukty”
~Kabi jab sarad shamun mein may tmko pukaron”
~Chalay anaa k her sans pay aansoo nahi ruktay”
3.Broken heart
“Kaanch Chubhe tu Zakham reh jaata hai”
“Dil Toote tu Armaan reh jata hai”
“laga deta hai Waqt, Marham dil per”
“phir bhi Umar bhar Nishan reh jata hai !
4.Na karna galti anjane me
Zara sanbhaal kar qadam rakhna ¡s zamane me,
Na karna ko¡ galt¡ anjane me,
Ko¡ rakhta nah¡ marham d¡l par DOST,
Logon ko sakoon m¡lta ha¡ d¡l jalane me¡n.
5.Meri vafa
Ik zara si bhool khata ban gayi
Meri vafa hi meri saza ban gai
Dil liya aur khel kar tor diya
Hamari jaan gayi unki adaa ban gai
6.Badal barse nahi
Chaaye they badal lakin barse nhi
dard bohot tha dil mein par hum roye nhi
koi nahi hamara jo hum se poche k
jag rahe ho kisi k liye ya kisi k liye soye nhi?
No comments:
Post a Comment