Sad Poetry By Wasi Shah Biography
Source (google.com.pk)1.Dost Juda Ho Kar Bi Wasi
Kab Bhulaye Jate Hai Dost Juda Ho Kar Bi Wasi
Dil Tot Tu Jata Hai Rehta Phir Bi Sene Mai Hai.
2.Kitna Acha Tha
Andheri Raat Main Rehte Tu Kitna Acha Tha
Ham Apni Zaat Main Rehte Tu Kitna Acha Tha
Dukhon Ne Bant Lia Hai Tumhare Baad Hmain
Tumhare Hath Me Rehte Tu Kitna Acha Tha
3. Kami Si Rehti Hai
Dil Main Afsos Aankhon Main Nami Si Rehti Hai
Zindagi Main Shaid Koi Kami Si Rehti Hai
Muj Se Roth Jate Hain Aksar Apne Wasi
Shaid Mere Khalos Main Koi Kami Se Rehti Hai
4. Tmam Umar Usi Ki Kitab Main Guzri
Har Ik Shab Meri Taza Azab Main Guzri
Tumhare Bad Tumhare Hi Khuwab Main Guzri
Mai Ik Phol Hoon Wo Muj Ko Rakh Ke Bhol Gaya
Tmam Umar Usi Ki Kitab Main Guzri
5.Mera Dard Na Parh Pao Ge Wasi
Mere Chehray Se Mera Dard Na Parh Pao Ge Wasi
Meri Aadat Hai Har Baat Pe Muskra Dena
6.Aankhein Bheig Jati Hain
Samandar Main Utarta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain
Teri Aankhon Ko Parhta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain
Tumhara Naam Likhne Ki Ijazat Chin Gayi Jab Se
Koi Bi Lafz Likhta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain
7.Is qadar toot ke tum peh hamain payar aata hai
Is qadar toot ke tum peh hamain payar aata hai
Apni banhon main bharain mar hi dalain tum k
8. Tum meri aankhon ke tewar na bhula pao gay
Tum meri aankhon ke tewar na bhula pao gay
Un kahi baat ko samjo ge to yaad aon ga
9. Dard ki dil pe hukomat thi
Dard ki dil pe hukomat thi kahan that us waqt
jab muje teri zaroora thi kahan tha us waqt
Mout ke sukh main chala aya muje dekhne ko
Zinda rehne ki museebat thi kahan tha us waqt
Dil ke daryaon main ab rait hai sehrayon ki
Jab muje tum se muhabat thi kahan tha us waqt
No comments:
Post a Comment